Anshu
Kya khoya hai kya
paaya hai
Dil soch soch bharmaya hai
Jeevan k lambe raston par
Apna astitwa lutaya hai
Kal tak jo lamhein mere the
Jinko maine khud seenche the
Wo aaj to lagte hain sapana
Jaise na wo the kabhi apna
Main marti rhi har lamhein mein
Phir unmein hi jeevan paaya
Har ek lamhein mein har lamha
Mujhko har lamha chalne aaya….
Dil soch soch bharmaya hai
Jeevan k lambe raston par
Apna astitwa lutaya hai
Kal tak jo lamhein mere the
Jinko maine khud seenche the
Wo aaj to lagte hain sapana
Jaise na wo the kabhi apna
Main marti rhi har lamhein mein
Phir unmein hi jeevan paaya
Har ek lamhein mein har lamha
Mujhko har lamha chalne aaya….




